Namaste
Dosto
Aaj mai apko bataunga ki bina SIM card ke kisi ko bhi call kaise karte hai ? Ya message kaise send karte hai?
Dosto
Aaj mai apko bataunga ki bina SIM card ke kisi ko bhi call kaise karte hai ? Ya message kaise send karte hai?
To friends aiye Aaj mai aise hi ek tarika lekar apke samne pes karne ja raha hoon.
Ye to apko pata hai ki mobile se kisi ko phone ya call karne ke liye ek SIM card ki jarurat hoti hai, bina SIM card ke aap call nahi kar sakte ho.lekin ab aap bina SIM card ke bhi call kar sakte ho.kyonki aaj ki jamana me technology ki jamana hai aur technology har kaam ko aashan bana deta hai
Shayad apko vishwas nahi hoga ki bina SIM card ke bhi call kar sakte ho.lekin ye baat Sach hai ki aap bina SIM card use kiye hi call aur message kar sakte ho, bas apke pass inke bare me jankari honi chahiye. Kyonki aaj ki is yug me jankari ke bina kuch bhi kaam sambhav nahi ho sakta hai. Kisi bhi chij ko use karne ya chalane ke liye apke pass unke bare me jankari hona bahut jaruri hai, jab pahle apke pass mobile nahi tha to apko mobile ke bare me utna jankari nahi tha.lekin ab apke pass mobile hai aur usse chala bhi lete ho.kyonki ab apko mobile ke bare me puri jankari ho gayi hai. Ye jankari apko tab mili jab aap mobile kharide.isse pahle Shayad apko mobile chalane ke bare me jankari nahi thi.

To friends aaj mai is post ke jariye apne jankari share kar raha hoon ki aap apne android mobile phone se bina SIM card ke bhi free calls kar sakte ho, aise bahut sare log hai, jo free calls ke bare me sochta hai ki ham free call kaise kare .taaki mera kuch paisa save ho sake .
Aaj ham batate hai ki free call ya message kaise karte hai? Vo bhi bina SIM card ke agar apke pass SIM card nahi hai aur kisi friends ya parents ko call karna hai to yah tarika apke liye bada kaam ka ho sakta hai, ek aisa tarika mai apko bataunga ki apko call karne ke liye SIM card ki jarurat nahi padegi, aap without SIM card ke apne smart phone se kisi ko bhi call kar sakte ho.
To aiye mobile se bina SIM card ke kisi ko bhi call kaise kare? Ke bare me step by step bata raha hoon, aap us step ko carefully follow kare.
loading...
▶Ye Bhi Padhe-▶Mobile Se bina sim card ke free call kaise karte hai ?
1. Sabse pahle apne mobile phone me WhatsCall-Free Global Calls name ki ek android app ko Download karke Install karna padegi.
App ko download karne ke liye niche link par click kare.
2. App Install hone ke baad use open kare.aur start par click kare.
3. Ab apko sign up karna hoga sign up karne par apko 1000 credit milega un credit ko aap free call ke liye use kar sakte ho.
Yaha Get It par click kare.
4. Ab start now par click kare.
5. Next screen par phone number bharna hai. Aap apna koi bhi phone number enter kare. Iske baad Sign up par click karke sign up kare.
6. OTP se apna phone number verify kare. Yaha apna ek password create kare.aur Done par click kare.
7. Next page par apna name likhe.Fir Get Started button par click kare.
Ab apka Sara kaam ho gaya hai.aap apna mobile phone se bina SIM card ke call kar sakte ho.
Ab aap apne phone ko Flight mode me kar sakte ho, shayad apko ye to pata hai ki Flight mode me phone number rakhne se SIM card kaam karna band kar deta hai, ya fir aap apne phone se SIM card ko nikal sakte ho.
Note-Bina SIM card se call karne ke liye apna phone ko Wi-Fi se connect karna padega.
Ab aap jisko bhi call karna chahte hai uska phone number type kare. Iske baad call button ke icon par click kare.
Call button ke icon par click karte hi ek pop up windows khulega, usme free call button par click kare. Ab apka call forward ho jayega.
Mujhe ummid hai ki aap is tricks ke jariye bina sim card use kiye kisi ko bhi call kar sakte ho. Iske liye sirf apka phone WIFI se connect hona chahiye.
▶Ye Bhi Padhe-
1 Comments
Thanks for like my post.
ReplyDelete